Lyrics-Kabhi Alvida Na Kehna
| Kabhi Alvida Na Kehna” Tum ko bhi hai khabar Mujhko bhi hai pata Ho raha hai judaa Dono ka raasta Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna Jitni thi khushiyaa Sab kho chuki hai Bas ek gham hai ki jaata nahi Samjha ke dekha behla ke dekha Dil hai ki chain isko aata nahi Aarzoo hai ki hai angarayi Aag hai kab aankhon se behna Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna Rut aa rahi hai Rut jaa rahi hai Dard ka mausam badla nahi Rang yeh halka itna hai gehra Sadiyon main hoga halka nahi Halka nahi Kaun jaane kya hona hai Hum ko hai ab kya kya sehna Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna Tum ko bhi hai khabar Mujhko bhi hai pata Ho raha hai judaa Dono ka raasta Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna Kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna |
|
Wanna naach all night (2) Dance with me baby, wont you dance with me all night pyaare pyaare lamhe, pyaari pyaari baatein ho goonjen hai dil ke taraane where’s the party tonight pyaare pyaare lamhe, pyaari pyaari baatein where’s the party tonight I Wanna go dancing (where’s the), take you out (party tonight) nacch, naach all night Meri yeh kahani, jiski hoon diwani (where’s the party tonight I Wanna go dancing (where’s the), take you out (party tonight) |
|
Lyrics: Mitwa (OST Kabhi ALvida Na Kehna)- SHafqat Amanat Ali Khan (love will find a way) jaaaniye hooooooooo jo hain unkahi Mitwaaaaaa Mitwaaaaaa Jeevan dagar mein Tu sochta hai Haan yeh vohi hai Kaahe naheen jo hain unkahi Mitwaaaaaa Mitwaaaaaa Hoooo Yeh zindagi jo Preet ki dhun par Kaahe koi jo hain unkahi Mitwaaaaaa Mitwaaaaaa mere man yeh bata de tu (love will find a way) MITWAAAAAAAAaaaaaaaaa (love will find a way) |
81 comments